Jamvanth chahiye,
Ram se bhee na hoga
krishna bhee chahiye,
tabhi ye yudh hoga
ho chuki taiyaarian,
keh raha toghe
ye samudra lalkaarta
aa tu laangh mughe
mrityu se bhee lad jaaonga,
maut ko be keh jaaonga
aaj to ugaal kar
mera intekaal kar
mai bhe kyun jiya hoon ab tak,
tere dar ka that jo dastak
is ki baar kar jaaonga
maut ko be har jaaonga
No comments:
Post a Comment